
Zinda Dil songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Nahin Nahin Jaana Nahin Lyrics
Writer :
Singer :
Nahi nahi jana nahi abhi nahi jana nahi
Abhi dil ko mile sahare hai, sahare hai tumhare hi
Abhi nahi jana nahi nahi nahi jana nahi
Aji ham bhi to pyar ke mare hai tumhare hai bechare hai
Nahi nahi nahi jana nahi, abhi nahi jana nahi
Kaliyo ka pyar jhule sabanm ki jholiyo me
Kaliyo ka pyar jhule sabanm ki jholiyo me
Dulhan bani bahar hai khusbu ki doliyo me
Kitne khile najare hai, najaro ke ye isare hai
Nahi nahi nahi jana nahi, abhi nahi jana nahi
Ankhe taras gayi hai ab to karar se tere
Ankhe taras gayi hai ab to karar se tere
Mai jindagi banalu thoda sa pyar dede
Dil ke dard kuware hai kuware hai tumhare hai
Nahi nahi nahi jana nahi, abhi nahi jana nahi.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.