
Bhrashtachar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mere Seene Se Lag Ja Lyrics
Writer :
Singer :
Tune kiya tha vaada abb na badal irada
Tune kiya tha vaada abb na badal irada
Vaade se na mukar tu haan karde
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karkeBaimaan mere jee mein tu jaan banke rah ja
Baimaan mere jee mein tu jaan banke rah ja
Kuchh roj aur dil ka mahemaan banke rah ja
Na ja khali yeh dil ka makaan karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karkeDil ko chura ke ab tu aankhe chura raha hai
Dil ko chura ke ab tu aankhe chura raha hai
Main paas aa rahi hoon tu door ja raha hai
Na ja mushkil mein meri jaan karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karkeUs dillagi me maine,
Us dillagi me maine dil muft me jalaya
Us dillagi me maine dil muft me jalaya
Jalane ka haaye mujhko kuchh bhi maja na aaya
Sare da ka hua bas dhua karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Tune kiya tha vaada abb na badal irada
Vaade se na mukar tu haan karde
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karke.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.