
Meri Biwi Ka Jawab Nahin songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Sab Pyar Mohabbat Lyrics
Writer :
Singer :
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut
Sab pyar mohabbat jhuth
Har wada jaye tut
Teri bat nahi
Teri bat nahi mat ruth
Yaar yaar yaar yaar yaarSab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut
Teri bat nahi mat ruth
Yaar yaar yaar yaar yaar
Sab pyar mohabbat jhuth, shutMat soch ye aankh micholi hai
Pistol ke andar goli hai, kya hai
Mat soch ye aankh micholi hai
Pistol ke andar goli hai
Na chunari hai na choli hai
Taiyar khadi hu pehan ke
Mai teri vardi tere but, shut
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shutNa ghumne leke jata hai
Na sinema hi dikhlata hai
Na aata hai na jata hai
Na aata hai na jata hai
Tu aa jaye aa jaye
Meri jaan to jaye chhut, shut
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shutMai teri rapat likhvaungi
Kal subha mai tahne jaungi
Tujhe hathkadiya ha hathkadiya
Tujhe hathkadiya ha lagvaungi
Ha ha lagvaungiTu thanedar sahi lekin
Ab to nahi sakta chhut, shut
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut
Na na na na
Teri bat nahi
Teri bat nahi mat ruthYaar yaar yaar yaar yaar
Yaar yaar yaar yaar yaar
Yaar yaar yaar yaar yaar.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.