Kitni Jaldi Yeh Mulaqat Guazar Jaati Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Pyas bujhti nahi
Pyas bujhti nahi barsat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Pyas bujhti nahi
Pyas bujhti nahi barsat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai

Maine tujhse teri ek chiz chhupa rakhi hai
Maine tujhse teri ek chiz chhupa rakhi hai
Apne dil me teri tasvir laga rakhi hai
Meri tanhayi tere sath gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai

Kuchh dino se to mai bechain bada raheta hu
Kuchh dino se to mai bechain bada raheta hu
Us jagah tham ke dil pahero khada raheta hu
Jis jagah se koi barat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jati hai

Apni yado se kaho is tarah aaya na kare
Apni yado se kaho is tarah aaya na kare
Waqt bewaqt mujhe aake sataya na kare
Waqt bewaqt mujhe aake sataya na kare
Neend bhi aati nahi, neend bhi aati nahi
Or rat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulaqat gujar jati hai
Pyas bujhti nahi
Pyas bujhti nahi barsat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Pyas bujhti nahi
Pyas bujhti nahi barsat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.