
Dil Aur Deewar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Ye Dhuan Kahan Se Lyrics
Writer :
Singer :
Ye dhuan kahan se uth raha
Ye to mera dil jal raha
Ye to mera dil jal raha
Ye dhuan kahan se uth raha
Ye to mera dil jal raha
Ye to mera dil jal raha
Ye to mera dil jal rahaKya pata kya kabar jamane ko
Kya pata kya pata
Kya kabar jamane ko
Tod kar dil ke kaid khane ko
Koi arman nikal raha hai
Ye to mera dil jal raha
Ye to mera dil jal rahaMain kaha kaha ye mahkhana
Bhar ke lana to ek paymana
Main kaha kaha ye mahkhana
Bhar ke lana to ek paymana
Irada to badal raha hai
Ye to mera dil jal raha
Ye to mera dil jal rahaDur hokar teri nigaho se
Dur hokar dur hokar teri nigaho se
Mud ke dekho jo maine raho se
Tu mere saath chal raha hai
Ye to mera dil jal raha
Ye to mera dil jal raha
Ye dhuan kahan se uth raha
Ye to mera dil jal raha
Ye to mera dil.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.