
Madadgaar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Kya Hua Yaad Nahi Lyrics
Writer :
Singer :
Kya huya yaad nahi
Kaise huya yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi
Kaise huya yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahiHum wahi aap wohi
Hum wahi aap wohi
Phir bhi ye anjana pan
Aapne aodah liya kyu
Ye udasi ka kafan
Kab huyi kisse huyi
Kaisi khata yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahiAap badle to fija
Rang badal jayegi
Lab pe roki hai jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap badle to fija
Rang badal jayegi
Lab pe roki hai jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap kyu aaj hai humse
Sabse khafa yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi
Kaise huya yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi
Yaad nahi yaad nahi.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.