
Lafange songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Ek Din Sanam Ye Gussa Lyrics
Writer :
Singer :
Aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Hanske na sahi roke hi sahi
Hanske na sahi roke hi sahi
Ye waqt apna nikal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayegaSun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Sun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Pachhtaoge sharmaoge
Pachhtaoge sharmaoge
Jab tak pata tumko chal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayegaMana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Mana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Is husn ka kya aitbar
Is husn ka kya aitbar
Ye aaj aaya hai kal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayegaTirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Haye tirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Pani nahi ye aag hai
Pani nahi ye aag hai
Is aag me koi jal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.