
Mera Faisla songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Idhar Ho Raha Hai Lyrics
Writer :
Singer :
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha haiKoi naam koi pata dhundh rakhna
Koi naam koi pata dhundh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
Suru ab ye darde jigar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha haiBura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare humko badnam to kya
Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare hamko badnam to kya
Ke ab dur dil se ye dar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha haiYe wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Suru humsafar ye safar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.