
Dildaar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Dekhna Kaise Dara Diya Lyrics
Writer :
Singer :
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Achha arey baba bahadur
Hai kya kehne aapkeO meri ma mar gayi main
To jo tune gira diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diyaChhod chhad ke gaon ko
Mar mitne ki mauj mein
Arey chhod chhad ke gavo ko
Mar mitne ki mauj mein
Kar dekhe kuchh naujawa
Bharti hoke fauj mein
Maine bhi apna naam
Unme likha diya
Arey re re re ye kya kiya
Mera kya hoga kaise jiungi
Main to mar jaungi ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diyaDarke raat ko sapne mein ha
Darke raat ko sapne mein
Maine shor machaya tha
Ma ne puchha kya huya
Kya huya arey kaun
Yaha par aaya tha
Main to nahi aaya tha
Par galti se maine
Tera naam bata diya
Arey re re re ye kya kiya
Ab kya hoga kaise
Hoga kya karege
Arey kaise milenge ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.