
Woh Din Yaad Karo songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics
Writer :
Singer :
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyanYeh kisse nigahe yaar ke
Yeh dhadkan dile bekarar ke
Yeh kisse nigahe yaar ke
Yeh dhadkan dile bekarar ke
Yeh subah tumhari yaad ki
Yeh shame suhani bahar ki
Tumhari mohabbat mein
Sanam mili hai hume yeh nishaniya
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyanBaharo ne aake nind se
Sabhi khoye armaan jaga diye
Baharo ne aake nind se
Sabhi khoye armaan jaga diye
Dhadakta raha dil raat bhar
Hume wo fasane suna diye
Koi aur sun le baat yeh
To kya kya na ho batgumaniyan
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Mohabbat ki kahaniyanZamana na hum se chhin le
Yeh daulat tumhare naam ki
Zamana na hum se chhin le
Yeh daulat tumhare naam ki
Nigaho se dekhe hum kabhi
Na surat judai ki sham ki
Rahe yu hamesha sath hum
Rahe na rahe zindganiya
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyann
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyan.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.