
Khatron Ke Khiladi songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Koi Shair Koi Pagal Lyrics
Writer :
Singer :
Koi shair koi pagal
Koi betir ban jaye
Koi shair koi pagal
Koi betir ban jaye
Teri tasvir jo dekhe
Vo khud tasvir ban jaye
Koi shair koi pagal
Koi betir ban jayeBura mat lena ek diwane ki baato ka
Ek diwane ki baato ka
Nikal aaya hai
Din ke baad kaise chand raato ka
Mere dildar se bigadi hui
Takdir ban jaye
Koi shair koi pagal
Koi betir ban jayeLachak jati hai dali ki tarah
Teri kamar toba
Lachak jati hai dali ki tarah
Teri kamar toba
Badal jati hai mosam ki tarah
Teri nazar toba
Kabhi ye phul ban jaye
Kabhi ye tir ban jaye
Koi shair koi pagal
Koi betir ban jayeTere sir ki kasam hai mujhko
Tu itni khubsurat hai
Tere sir ki kasam hai mujhko
Tu itni khubsurat hai
Pahado ki jarurat hai na
Phulo ki jarurat hai
Jaha par tu kadam rakh de
Vaha kasmir ban jayeKoi shair koi pagal
Koi betir ban jaye
Teri tasvir jo dekhe
Vo khud tasvir ban jaye
Koi shair koi pagal
Koi betir ban jaye
Koi shair koi pagal
Koi betir ban jaye.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.