
Kitna Badal Gaya Insaan songs and lyrics
- 1. Jab Tum Nahin To song lyrics
- 2. Paav Badhata Chal song lyrics
- 3. Kaahe Tadpaye Kaahe Tarsaaye song lyrics
- 4. Jab Ladti Hai Nigahein song lyrics
- 5. Haseeno Ka Bura Ho Jo song lyrics
- 6. Har Baat Hai Bigdi Huyi song lyrics
- 7. Hai Chaar Din Ki Duniya song lyrics
- 8. Gori Chali Piya Ke Saath song lyrics
Top Ten Lyrics
Jab Ladti Hai Nigahein Lyrics
Writer :
Singer :
Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigaheine dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Hoti hai pahele isaro mein raate
Aati hai chhup ke milane ki raate
Hoti hai pahele isaro mein raate
Aati hai chhup ke milane ki raate
Apas mein hote hai ulfat ke wade
Yahi hai yahi hai zindagi bhar ke vade
Apas me hote hai ulfat ke wade
Yahi hai yahi hai zindagi bhar ke vade
Aaji banta hai yahi se mohabbat ka fasana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahe dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein
Nazar ke isare nazar ki kahani
Kisi ne na samjhi kisi ne na jani
Nazar ke isare nazar ki kahani
Kisi ne na samjhi kisi ne na jani
Ajab khel hai ajab ye tamasha
Isi ek nazar ki hai duniya deewani
Ajab khel hai ajab ye tamasha
Isi ek nazar ki hai duniya deewani
Ye aankho ka takrana hai ulfat ka bahana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.