
Haathkadi songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Kabhi Tum Aag Ho Lyrics
Writer :
Singer :
Kabhi tum aag ho kabhi tum pani
Haye kya cheez ho dilwar jani
Isi pe to dil wil sab mera le liya
Hat diwane maine bura kya kiya
Hat diwane maine bura kya kiya
Kabhi kabhi aag hu kbhi kabhi pani
Mai bhi kya cheez hu diwar jani
Isi pe to dil wil sab tera le liya
Ha dilruba tune bura kya kiya
Ha dilruba tune bura kya kiya
Chori chupe kiya kare tere najare
Tadap tadap kaha talak ham bechare
Chori chupe kiya kare tere najare
Kaha talak ham bechare
Phir kab jana ana hoga
Kuch to lekar jana hoga
Age badho miya mujhe samjha hai kya
Haye kya cheez ho dilwar jani
Isi pe to dil wil sab mera le liya
Hat diwane maine bura kya kiya
Hat diwane maine bura kya kiya
Kholo dil ka panna pata chale to ek bar
Nam tera mera kaha likha hai yar
Kholo dil ka panna pata chale to ek bar
Nam tera mera kaha likha hai yar
Mai to janu jab tu aya
Tukhko dekha tujhko paya
Jise cahaho mile nahi aisa bhi kya
Kabhi kabhi aag hu kbhi kabhi pani
Hat diwane maine bura kya kiya
Ha dilruba tune bura kya kiya
Hat diwane maine bura kya kiya
Ha dilruba tune bura kya kiya
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.