
Na Tum Jaano Na Hum songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jaa Sanam Mujhko Hai Lyrics
Writer :
Singer :
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaongaTumse hi thi meri zindagi lekin yeh kya hua
Tumse hi thi meri zindagi lekin yeh kya hua
Tumbin bhi main ji raha hoon main kaisa hoon bewafa
Jaa sanam aayi phir laut ke yeh bahaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaongaShayad kabhi kahin tumme meri mile khabar
Shayad kabhi kahin tumme meri mile khabar
Kar lena yaad bas mujhe mumkin ho yeh agar
Jaa sanam tere saath meri jaan hai meri aaj
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.