
Noor Jehan songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Kisi Se Na Kehna Lyrics
Writer :
Singer :
Salam pehle to kuch
Bekarar hoke kaha
Grib ishq ne phir
Nana barse ro roke kaha
Kasam hai tujhe
Mere in aansuo ki
Kisi se na kahna
Tadpte tadpte agar mar bhi jau
Agar mar bhi jau
Mere dil ka aalam kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Kasam hai tujhe
Mere in aansuo kiGame aashiqi ka
Hai najuk fasana
Kahi dil na tute
Chman me kali ka
Baharo ke charche
To karna khushi se
Baharo ke charche
To karna khushi se
Karna khushi se magar
Hale sab na kahna kisi se
Na kahna, kasam hai
Tujhe mere in aansuo kiWahi zindagi hai
Magar phiki phiki
Satati hai rah rah
Ke yade kisi ki
Satati hai rah rah
Ke yade kisi ki
Yade kisi ki hai kis
Hal me hum kisi se na kahna
Kisi se na kahna tadpte
Tadpte agar mar bhi jau
Agar mar bhi jau mere
Dil ka aalam kisi se na kahna
Kisi se na kahnaMujhe iska dar hai
Ke duniya me us par
Kahi bewafai
Ki tauhmat na aaye
Mohabbat ki dhun
Me kabhi ban gaya tha
Mohabbat ki dhun
Me kabhi ban gaya tha
Kabhi ban gaya tha
Koi mera hamdam
Kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Kasam hai tujhe
Mere in aansuo ki
Kisi se na kahna
Kisi se na kahna.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.