
Dand Nayak songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Tera Bhi Ye Haal Lyrics
Writer :
Singer :
Tera bhi ye haal huya
Mera bhi ye haal huya
Do din ko hum bichhde
To ek ek pal ek sal huya
Aise bhul kabhi yaar
Na hum karteJo hum aisa jante to
Pyar na hum karte
Aise bhul kabhi yaar
Na hum karte
Jo hum aisa jante to
Pyar na hum karte
Ha ji ha na ji na
Na na na ji na
Na na ha ji haTera bhi ye hal huya
Mera bhi ye hal huya
Do din ko hum bichhde
To ek ek pal ek sal huya
Aise bhul kabhi yaar
Na hum karte
Jo hum aisa jante to
Pyar na hum karte
Ha ji ha na ji na
Na na na ji na
Na na ha ji haHum samjhe the ki
Pyar bada aasan hai
Dil ke hatho mushkil
Me ab ye jaan hai
Hum samjhe the ki
Pyar bada aasan hai
Dil ke hatho mushkil
Me ab ye jaan hai
Phul nahi ye toba
Tir kaman hai
Is dariya ke sahil
Pe tufan haiAag ka ye dariya par
Na hum karte
Jo hum aisa jante to
Pyar na hum karte
Ha ji ha na ji na
Na na na ji na
Na na ha ji haAb kya ho sakta hai
Ke pyar ho gaya
Vapas jane ka rashta
Hi kho gaya
Ab kya ho sakta hai
Ke pyar ho gaya
Vapas jane ka rashta
Hi kho gaya
Jan rahi bas bakiYe dil to gaya
Sari rat jage hum
Chand bhi so gaya
Ha yr mohabbat ka
Ikarar na hum karte
Jo hum aisa jante to
Pyar na hum karte
Ha ji ha na ji na
Na na na ji na
Na na ha ji haTera bhi ye hal huya
Mera bhi ye hal huya
Do din ko hum bichhde
To ek ek pal ek sal huya
Aise bhul kabhi yaar
Na hum karte
Jo hum aisa jante to
Pyar na hum karteHa ji ha na ji na
Ha ji ha na ji na
Ha ji ha na ji na.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.