
Yaarana songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Sara Zamana Lyrics
Writer :
Singer :
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil laganaHey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana heyYeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh aetbaar kar leYeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh aetbaar kar leMaan le, maan le meri baat meri baat
Sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamanaJab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish haiJab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish haiMaan le, maan le meri baat meri baat
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil laganaHey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lal la lala la lal la lala la
Lala lala la la lala lala la la
Lala lala la la
Lala lala la la
Sara zamana.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.