
Mashaal songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Logon Ka Dil Lyrics
Writer :
Singer :
Daatun kaali daatun
Logon ka dil agar ha
Jeet na tum ko hai to
Bas mitha mitha bolo
Logon ka dil agar ha
Jeet na tum ko hai to
Bas mitha mitha bolo
Kaali daatun dus dus paise le loChale hai jaise kahin
Sheeshe pe aari
Kano ko lage hai
Aawaz tumhari
Chale hai jaise kahin
Sheeshe pe aari
Kano ko lage hai
Aawaz tumhari
Kehna hai kuch agar to
Bolo mein mishri gholo
Bas meetha meetha boloAye babu, le le na, babu
Saj chhupa hai jab
Seena e dil mein
Jeet tumhaari hai to
Phir mushkil mein
Saj chhupa hai jab
Seena e dil mein
Jeet tumhaari hai to
Phir mushkil mein
Sabse tumhe agar
Ha aage badhna hai to
Bas meetha meetha boloLa ra la la la, la ra la la la
La ra la la la, la ra la la laSau mein se ek hai baat pate ki
Din ho surila to raat maze ki
Chup khadus
Sau mein se ek hai baat pate ki
Din ho surila to raat maze ki
Apna yeh maal agar ha
Bechanaa tum ko hai to
Bas meetha meetha boloDaatun kaali daatun
Logon ka dil agar ha
Jeet na tum ko hai to
Bas meetha meetha bolo
Kaali daatun dus dus paise le lo.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.