
Bhabhi songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Tumhi Meri Mata Lyrics
Writer :
Singer :
Tumhi meri mata tu hi pita hai
Tumhi meri mata tu hi pita hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hai
Tumhi meri mata tu hi pita hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera haiTera pyar mujhse hai kitna purana
Koi bhi samaye ho mere kaam aana
Tera pyar mujhse hai kitna purana
Koi bhi samaye ho mere kaam aanaSanso ka bandhan yahi kah raha hai
Ye sanso ka bandhan yahi kah raha hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hai
Tumhi meri mata tu hi pita hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera haiRahu jis ghar me wo duniya ho meri
Wo mandir ho mera wo puja ho meri
Rahu jis ghar me wo duniya ho meri
Wo mandir ho mera wo puja ho meriMeri dhadkano ki yahi to sada hai
Meri dhadkano ki yahi to sada hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hai
Tumhi meri mata tu hi pita hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera haiAyodhya ke jaisa he mera gharana
Har din yahaa ka suhana suhana
Ayodhya ke jaisa he mera gharana
Har din yahaa ka suhana suhanaNa tute ye sapna yahi ilteza he
Na tute ye sapna yahi ilteza he
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hai
Tumhi meri mata tu hi pita hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hai
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hai.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.