
Shikari songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Duniya Mein Kitne Watan Lyrics
Writer :
Singer :
Duniya mein kitne watan ooo
Duniya mein kitne watan kitani jubaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Duniya mein kitne watan ooo
Duniya mein kitne watan kitani jubaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaaneLogon khuda ka ghar dhundh lo
Bas ek dil agar tum dhundh lo
Logon khuda ka ghar dhundh lo
Bas ek dil agar tum dhundh lo
Na desh se na bhesh se
Na desh se na bhesh se na bhesh se
Iss dil se ik dujhe ko oo
Iss dil se ik dujhe ko log pehchaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaaneApne phir apne hote hain
Woh saath haste rote hain
Apne phir apne hote hain
Woh saath haste rote hain
Paani hawa mitti judaa
Paani hawa mitti judaa
Begaano ko kaise
Begaano ko kaise hum apna maane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Nishaa nishaaUff kitane achhe lagate ho tum
Sach se bhi sachein lagate ho tum
Dil mein mere tum bas gaye
Dil mein mere tum bas gaye
Tum bas gaye tum bas gaye
Ab log iss pyaar ko
Ab log iss pyaar ko maane na maane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaanePardesi mehmaano ka yahan
Karta hain swagat hindustaan
Pardesi mehmaano ka yahan
Karta hain swagat hindustaan
Bhaarat ke naam mera salaam
Bhaarat ke naam mera salaam
Rashiyan se aayi hoon main
Rashiyan se aayi hoon main
Leke mushkaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaaneDuniya mein kitne watan ooo
Duniya mein kitne watan kitani jubaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane
Pyaar ka bas ik watan dil
Ek jubaan sab jaane.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.