
Bluff Master songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Socha Tha Pyar Hum Lyrics
Writer :
Singer :
Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
Phir bhi kisi pe dil aa gaya
Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
Phir bhi kisi pe dil aa gaya
Socha tha pyaar hum na karengeBahot khaak duniya ki chhani ki hamane
Bahot khaak duniya ki chhani ki hamane
Abb tak kisi ki na maani thi hamane
Abb tak kisi ki na maani thi hamane
Dhoke mein dil kaise aa gaya
Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
Phir bhi kisi pe dil aa gaya
Socha tha pyaar hum na karengeAgar dil na dete bada naam karate
Agar dil na dete bada naam karate
Magar pyaar se bada kaam karate
Magar pyaar se bada kaam karate
Dil ko yahi kaam bha gaya
Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
Phir bhi kisi pe dil aa gaya
Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge
Phir bhi kisi pe dil aa gaya
Socha tha pyaar hum na karenge.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.