
Aashiq Banaya Aapne songs and lyrics
- 1. Aapki Kashish Sarfarosh Hain song lyrics
- 2. Mar Jaawan Mit Jaawan song lyrics
- 3. Aashiq Banaya Aapne song lyrics
- 4. Dilnashin Dilnashin song lyrics
- 5. Aashiq Banaya Aapne (Remix) song lyrics
- 6. Dillagi Mein Jo Beet Jaaye song lyrics
- 7. Dilnashin Dilnashin (Remix) song lyrics
- 8. Aap Ki Kashish (Remix) song lyrics
Top Ten Lyrics
Aapki Kashish Sarfarosh Hain Lyrics
Writer :
Singer :
(aapki kashish sarfarosh hainaapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2) - 2
aapki kashish sarfarosh hain
baairiyan chav ka
jaadu joh chal gaya
deewana main ho gaya
dil machal gaya
halka dhuan utha
mausam badal gaya
roshan hua sama
parwaana jal gaya
jaagi re jaagi re main soyi
teri hi yaado mein khoyi
ab mera jahaan
teri aaghosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2
duba rahu sada tere khayalo mein
uljha rahu sada tere sawalo mein
tere bina kahi ab na karaar hain
jaaneman tujh pe toh jaan bhi nisaar hain
jaana re jaana re maine jaana
tu mera tu mera deewana
na meri khata na mera dosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2
aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.