
Sailaab songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mujhko Yeh Zindagi Lagti Hai Lyrics
Writer :
Singer :
Mujhko yeh zindagi, lagti hai ajnabi
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee
Mujhko yeh zindagi, lagti hai ajnabi
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayeeJaane kahan se aaya hoon, kya jaane main kaun hoon
Koi yeh samjhaaye mujhe, kaise main yeh gum sahoon
Jaane kahan se aaya hoon, kya jaane main kaun hoon
Koi yeh samjhaaye mujhe, kaise main yeh gum sahoon
Mujhko yeh zindagi, lagti hai ajnabi
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayeePhirse andhere chhaa gaye, khoyee ujaale ki kiran
Kal raahon mein phool the, ab hai kaanton ki chubhan
Phirse andhere chhaa gaye, khoyee ujaale ki kiran
Kal raahon mein phool the, ab hai kaanton ki chubhan
Mujhko yeh zindagi, lagti hai ajnabi
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayeeTum hi kaho kya baat hai, mujhko lage tum apne kyon
Jabse dekha hai tumhe, dekh rahi hoon sapne kyon
Tum hi kaho kya baat hai, mujhko lage tum apne kyon
Jabse dekha hai tumhe, dekh rahi hoon sapne kyon
Mujhko yeh zindagi, lagti hai ajnabi
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayeeKaise main tumse yeh kahoon, jaan ho tum aur dil bhi tum
Tum bin ab jaaoon kahan, raah bhi tum manzil bhi tum
Kaise main tumse yeh kahoon, jaan ho tum aur dil bhi tum
Tum bin ab jaaoon kahan, raah bhi tum manzil bhi tum
Mujhko yeh zindagi, lagti hai ajnabi
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee
Chhaaon bhi, dhoop bhi, har naye pal hai nayee.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.