
Premyog songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Yeh Dil Mein 2 Lyrics
Writer :
Singer :
Yeh dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte
Yeh dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalteRaaho mein chalte chalte
Koi aisa mod aaye
Jo jaan se ho pyara
Wo pal mein chhod jaaye
Raaho mein chalte chalte
Koi aisa mod aaye
Jo jaan se ho pyara
Wo pal mein chhod jaaye
Dil hai to kyu na pighle
Patthar nahi pighlte
Dil hai to kyu na pighle
Patthar nahi pighlte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalteTaqdeer ka sitara
Bhale gardisho mein aaye
Risto ke aayine pe
Kabhi dhul jam na paye
Taqdeer ka sitara
Bhale gardisho mein aaye
Risto ke aayine pe
Kabhi dhul jam na paye
Insaan nahi hai wo jo
Geer kar nahi sambhalte
Insaan nahi hai wo jo
Geer kar nahi sambhalte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.