
Manokaamnaa songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Ye Kya Hua Mujhko Lyrics
Writer :
Singer :
Ye kya huya mujhko lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi
Ye kya huya mujhko lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi
Ye kya huya, ye kya huyaAaj pawan jab mujhe chhuye to
Kanp ke tan man rahe jaye
Aaj to meri sanso se mujhko
Chandan ki khusboo aaye
Naina se bhi nazar churau
Naina itne sharmaye
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya, ye kya huyaNachate mor bhi puchh rahe hai
Kon mila tujhe raho me
Sari duniya mujhiko dekhe
Acharaj sab ki nigaho me
Ambar ne jyu utha liya
Ho dharti ko baho me
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya, ye kya huya.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.