Dhire Dhire Subah Huyee Lyrics
Writer :
Singer :
Dheere dheere subha hui
Jag uthi zindagi
Dheere dheere subha hui
Jag uthi zindagi
Panchhi chale amber ko
Amber ko, amber ko, amber ko
Maajhi chale sagar ko
Sagar ko, sagar ko,
Pyar ka naam jiwan hai
Manzil hai pritam ki galiDub ke suraj fir nikla
Sare jaha ko nur mila
Dil ke daware tumko pukare
Ek nayi zindagi
Dub ke suraj fir nikala
Sare jaha ko nur mila
Dil ke daware tumko pukare
Ek nayi zindagi
Pyar ka naam jiwan hai
Manzil hai pritam ki gali
Dheere dheere subha hui
Jag uthi zindagi
Aa aa aa aaKirano se daman bhar lo
Prit se tum tan man bhar lo
Jis me jitni pyas jagi
Utni hi prit mili
Kirano se daman bhar lo
Prit se tum tan man bhar lo
Jis me jitni pyas jagi
Utni hi prit mili
Pyar ka naam jiwan hai
Manzil hai pritam ki galiDheere dheere subha hui
Jag uthi zindagi
Panchhi chale amber ko
Maajhi chale sagar ko
Pyar ka naam jiwan hai
Manzil hai pritam ki gali.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.