Humko Chhoone Paas Aaiye Lyrics

Writer :

Singer :




humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye - 2paas aakar kuchh dil ko behlaakar
ho kuchh baaten armaan hai
gam sab de de aaisa hai
hampe takaluff ho kuch silasila nikle
aap agar paas aaiye
doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
aap agar pass aaiye
itni si bas mehfil ho
aap iss dil mein shaamil ho
humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
tham jaaye raat aadhi badh jaaye baat aadhi
hampe takalluff ho kuchh silsila nikle
aap agar paas aaiye
doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
aap agar pass aaiye

chhoo lene se hararat badhi
kaise kahe tumhen ajanabi
ho tum zindagi kab thi khabar
kya tha yakeen banke lagan
banke khushi
bas jaaoge mujh mein kahi
haa chhoo lene se hararat badhi
kaise kahe tumhen ajanabi
ho tum zindagi kab thi khabar
kya tha yakeen banke lagan
banke khushi
bas jaaoge mujhmein kahi

ek pal ko paas aakar kuchh dil ko behlaakar
aaisa kuchh kar lete hain
ghar tumko kar lete hain
humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
o yeah yeah ...
yeh chand lamhen bhi jald beet jaayenge
raahen juda ho jaayegi
ham saath ho na ho

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.