
Insaaniyat Ke Dushman songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Loha Lyrics
Writer :
Singer :
Sidha sadha har insan
Hota hai wo phul saman
Sidha sadha har insan
Hota hai wo phul saman
Insaniyat ke dusman
Dete hai itna dokha
Wo dukh me tapte
Tapnte wo ban jata hai loha
Loha loha loha lohaWo katil hasta ha
Iye ghaya lrota hai
Sada nirdosho par
Hi jurm kyu hota hai
Chale na jab sachai
Paisa banta hai iman
Neki insan ke andar
Jhak jata hai saitan
Kanun se insan ka
Jab uth jata hai bharosha
Dukh me tapte tapte
Wo ban jata hai loha
Loha loha loha lohaKachahri kaha gayi
Thi kaha kanun tha khoya
Sitam insan pe hua
Jab kaha bhagwan tha soya
Najar ke samne jiski
Dunia lut jaye
Uski jalti aankho me
Ghut kyu utar na aaye
Badle ki aag bhadki
Jo us aag ko kisne roka
Dukh me tapte tapte
Wo ban jata hai loha
Loha loha loha lohaJulm ka namo nishan
Na hoga dharti par
Aaj hum nikle hai
Kafan bandhe sar par
Mile nafrat jisko
Pyar wo kya dega
Ek jaa ke badle
Jaha ko mita dega
Dil ki adalat ka
Hota hai har inaf anokha
Dukh me tapte
Tapte wo ban jata hai loha
Loha loha loha loha
Sidha sadha har insan
Hota hai wo phul saman
Insaniyat ke dusman
Dete hai itna dokha
Wo dukh me tapte
Tapnte wo ban jata hai loha
Loha loha loha loha.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.