
Har Dil Jo Pyar Karega... songs and lyrics
- 1. Usay hasna bhi hoga usay rona bhi hoga sad song lyrics
- 2. Sahiba Sahiba song lyrics
- 3. Piya piya o piya piya song lyrics
- 4. Har Dil Jo Pyaar Karega Sad song lyrics
- 5. Ek Garam Chai Ki Pyaali Ho song lyrics
- 6. Dil dil dil dil deewana song lyrics
- 7. Aisa Pehli Baar Hua Haai song lyrics
- 8. Aate Jaate Jo Milta Hai song lyrics
Top Ten Lyrics
Dil dil dil dil deewana Lyrics
Writer :
Singer :
Dil dil dil dil deewanaDeewana
Pyaar pyaar pyaar pyaar mein paagal
Paagal
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar mein paagal
Kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya re
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Hansti thi aankhein magar rehti thi unmein nami
sab kuchh mere paas tha bas thi tumhaari kami
Aur kya chaahiye zindagi ke liye
Jaanejaan tere siva
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Itni mohabbat karo main hosh mein na rahoon
Mar jaoon tere bina varna judaai sahoon
Pyaar hi pyaar hai dekhta hoon jahan
Kya rang laayi dua
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar mein paagal
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.