
Dav Pech songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jai Siya Ram Lyrics
Writer :
Singer :
Jai siyaram jai siyaram
Sar pe paghadi hath mein laathi
Munh mein daale paan hummm…
Sar pe paghadi hath mein laathi
Munh mein daale paan
Seher mein aaya gaaon waala
Logo karo pranaam
Seher mein aaya gaaon waala
Logo karo pranaam
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram jai siyaram
Ram ram jai siyaramTumne to pehane ghunaho ke ghehane
Auro ki khushiyan churaayi
Are dhoti aur kurate ki khilli
Udaate ho mehanat ki hai ye kamaai
Haan saare sarifo ke cheharo pe pal mein
Chahun to parade utha doon
Do haath mere hazaron pe bhaari
Dekho to kartab dikha doon
Kaam kardoon tumhara tammam
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram jai siyaram
Ram ram jai siyaramChaand aur suraj ko badhake hain
Mujhko pehanake hatho ki roti
Main pyaar auro ka na taaku na jhaaku
Na neeyat nahi meri khoti
Ek raag hotho par ek aag seene mein
Paapo ki lanka jhala doon
Seeta ka daaman chhule jo raavan
Raavan ki hasti mitta doon
Pyaar hi pyaar mera paigaam
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram jai siyaram
Ram ram jai siyaramMamta se chhalek mann bahon mein apna
Pyaar ki veerasat hain paayi
Are ganaga se paawan jo gaaon ki mitti
Usse tam mann mein humne basayi
Hain kahan woh ram lakshman se bhai
Hain kahan woh seeta maai
Aaya yaad phir se tumhein
Sikshan jo tumne bhulaayi
Sikha longe to aayegi kaam
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram jai siyaram
Ram ram jai siyaramSar pe paghadi hath mein laathi
Munh mein daale paan
Seher mein aaya gaaon waala
Logo karo pranaam pranaam
Seher mein aaya gaaon waala
Logo karo pranaam
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram
Jai siyaram jai siyaram jai siyaram
Ram ram jai siyaram.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.