
Anokha Pyar songs and lyrics
- 1. Ik Dil Kaa Lagaanaa Baaqi Thaa song lyrics
- 2. Ghadi Ghadi Puuchho Naa Ji song lyrics
- 3. Bholaa Bhaalaa Rii Moraa Balamaa song lyrics
- 4. Ai Dil Merii Vafaa Mein Koi song lyrics
- 5. Ab Yaad Na Kar song lyrics
- 6. Jeevan Sapna song lyrics
- 7. Jivan Sapanaa Tuut Gayaa song lyrics
- 8. Mere Liye Vo Gam e intazaar Chhod Gaye song lyrics
- 9. Mere Phuulon Mein Chhipi Hai Javaani song lyrics
- 10. Yaad Rakhanaa Chaand Taaron song lyrics
Top Ten Lyrics
Ai Dil Merii Vafaa Mein Koi Lyrics
Writer :
Singer :
lata:ai dil meri vafaa men koi asar nahin hai
main mar rahi huun jin par unako khabar nahin hai
ai dil meri vafaa men
mere hi dil men rah kar mujh par nazar nahin hai
ai dil meri vafaa men
ira:
(dil leke ab kahaan hai dil ke jagaane(?) vaale) - 2
(aankhon se duur kyon hai dil men samaane vaale) - 2
koi unhen bataaen mujhako khabar nahin hai
ai dil meri vafaa men
lata:
uthate hain dil ke shole
aankhon men hai andheraa
main ho gai kisi ki
(koi huaa na meraa)-3
jo aag idhar lagi hai
vo aag udhar nahin hai
ai dil meri vafaa men
ira:
ab yaad men kisi ki
mar mar ke ji rahi huun
aansuu jo aa rahen hain
aankhon men pi rahi huun
ab yaad men kisi ki
mar mar ke ji rahi huun
hoti hai ? dil men
aur aankh kar ? rahi hai
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.