
Zamane Se Kya Darna songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Aaja Re Aaja Re Lyrics
Writer :
Singer :
Aaja re aaja re, aaja re aaja re
Aakhiri ghadi hai mere intzar ki
Sun jara sadaye dil bekarar ki
Wo wade wo kasme tut na jaye
Chahat ki wo rasme tut na jaye
Aaja re aaja re, aaja re aaja reIshq ke gum ko julm o sitam ko
Aake aaj mitade
Apni mohbbat pyar ki takat
Sare jaha ko dikhade
Ishq ke gum ko julm o sitam ko
Aake aaj mitade
Apni mohbbat pyar ki takat
Sare jaha ko dikhade
Dekhe sada tera rasta meri to nigahe
Jeet wafa me ho tei mangu mai duaye
Wo wade wo kasme tut na jaye
Chahat ki wo rasme tut na jaye
Aaja re aaja re, aaja re aaja reTere bina aise hi akeli
Ghut ke na mar jau mai
Chhin le pyar ke dusman mujhko
Tujhse na mil pau mai
Tere bina aise hi akeli
Ghut ke na mar jau mai
Chhin le pyar ke dusman mujhko
Tujhse na mil pau mai
Soch ke ye darti hu mai
Der ho na jaye
Jane tamnna milne ka
Waqt kho na jaye
Wo wade wo kasme tut na jaye
Chahat ki wo rasme tut na jaye
Aaja re aaja re, aaja re aaja re
Aakhiri ghadi hai mere intzar ki
Sun jara sadaye dil bekarar ki
Wo wade wo kasme tut na jaye
Chahat ki wo rasme tut na jaye
Aaja re aaja re, aaja re aaja re.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.