
Hathyar: Face to Face with Reality songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Ye Dil Deewana Hai Lyrics
Writer :
Singer :
Ye dil diwana hai aise na manega
To manega kaise bata
hoye dil diwana hai aise na manega
To manega kaise bata
Kitni mohabbat mai karti hu tumse
Hamko nahi hai pata
Janana bhi chaho agar
Isara kar dena, isara kar dena
Isara kar dena, isara kar denaSocha hai jana dil ne hamare
Rahana hai hamko dil me tumhare
O socha hai jana dil ne hamare
Rahana hai hamko dil me tumhare
Nada ha itumko nahi kuch pata hai
Ye pyar to do din ka nasa hai
Chaho koi wada agar
Isara kar dena, isara kar dena
Isara kar dena, isara kar denaBaho me lekar itna batao
Dhadkata hai dil kyu hame samjho
Baho me lekar itna batao
Dhadkata hai dil kyu hame samjhao
Badi nasamjh ho tumhe sab pata hai
Jadu hai kaisa ye kaisa maja hai
Chal jaye jadu ye agar
Isara kar dena, isara kar den
Isara kar dena, isara kar dena
Ye dil diwana hai aise na manega
To manega kaise bata
ha kitni mohabbat mai karta hu tumse
Hamko nahi hai pata
Jan bhi chaho agar
Isara kar dena, isara kar dena.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.